Saturday, July 23, 2011

Fragrance of Friendship




Badi Mushkil Se Magar



 Duniya Mein Dost Milte Hain


Deeye Jalte Hain

  

Phool Khilte Hain



Daulat Aur Jawaani

  


Ik Din Kho Jaati Hai




Sach Kahta Hu'n Saari Duniya

  


Dushman Ho Jaati Hai




Umar Bhar Dost Lekin

  


Saath Chalte Hain


Deeye Jalte Hain

  


Phool Khilte Hain


Jab Jis Waqt Kisi Ka



Yaar Juda Hota Hai
 

Kuchh Na Poochho Yaaro'n Dil Ka

  


Haal Bura Hota Hai


Dil Pe Yaado'n Ke Jaise

  


Teer Chalte Hain


Deeye Jalte Hain

  


Phool Khilte Hain


Is Rang-Roop Pe Dekho

  


Hargiz Naaz Na Karna


Jaan Bhi Maange Yaar De Dena

  


Use Naraaz Na Karna


Rang Udd Jaate Hain

  


Roop Dhalte Hain


Deeye Jalte Hain

  


Phool Khilte Hain


Badi Mushkil Se Magar, Duniya Mein Dost Milte Hain..

Guldasta




Phool Ka - Pyaar Ka - Khushboo Ka
 
 

Guldasta-1

Guldasta-2


Guldasta-3


Guldasta-4


Guldasta-5


Guldasta-6


Guldasta-7

Guldasta-8

Guldasta-9

Guldasta-10


Guldasta-11


Guldasta-12


Guldasta-13


Guldasta-14


Guldasta-15


Guldasta-16


Guldasta-17


Guldasta-18


Guldasta-19


Guldasta-20


Guldasta-21


Guldasta-22


Guldasta-23